सोमवार, ३१ मे, २०१०

Khalbali hai

Khalbali hai...khalbali.....dil ke ander puri tarahse khalbali hai. Kabhi Kabhi aap jo soch rahe hai॥wo sahi hai kya nahi pata hi nahi chalata। Aur kabhi kabhi aap kuch bate apne aapse bhi thikse share nahi kar pate. Ajeebsi ulajhan॥just u can feel. Khawabo ka ek bada kafila hai. Un sab tak pohonchana hai...aage aur aage badhana hai.. Manjil sachme samjh nhi aarahi hai aur raste thikse najar nahi aa rahe. Ya jo najar aa raha hai wo kis had tak sahi hai ye bhi to nahi pata। Par is daurse gujar jana hai. jindagi ka ye pahluhi confused kar raha hai. Kya koi nhi jo hme samjh payega. bina kahe hmari khamoshi padh payega.
Aaj fir ek tammana dil mai thi...aur fir hmne hi apne aap ko samjhaya....naturese staight forword hai, jo dil me aya jo mhsus huwa, jo kahna jaruri samjha sab kah dete hai. kabhi lagta hai ki sahyad ham hurt kar rahe hai. ssabhi lagata ki sach kahana chahiye...aur kabhi hme sachme usaki jarurat lagti hai। Par aaj nahi samjh sakate ki itna straight forword hona chahiye ki nahi। again confusion... kya koi nahi jo hmara ehsas mahsus kar sake

Khalbali hai....dil mai...bahot bhid hai vicharonki....ajeebse khayaloki. Tai se kaha bhi usne sirf kaha this is the time rasta tumhe tay karna hai heena. aur jeendagi ka ye juwa tum bina khele hi kaise jeetna chahti ho.. har jeet bad ki bat hai.. pahele shamil to ho jao. Deepa ne bhi yahi kaha. aur apne dil se pucha to wo bhi sala bat bat party badal deta hai...kbhi positive hai to kabhi negative। dat kar puchha to kahne laga, wahi karo na jo tumhe karna hai। mai to dono bhi bate bataunga bad mai ye na kahna ki maine batayahi nahi tha.... mmhhhmm ab mai kya karu.....

Ok just believe in Allah.. jo ho raha hai wo acchaii ke liye aur jo hona hai wo bhi acchaii ke liye. be positive as you are always. There is always hope for better tommorrow. hope for that. aur aaj tak kaha kuch bura huwa hai aage bhi nahi hoga.

कोणत्याही टिप्पण्‍या नाहीत:

टिप्पणी पोस्ट करा

सुफियान अन त्याचे मित्र

गोष्ट तशी गंमतीची.   माझ्या घरासमोर राहाणारी दोन छोटी मुल माझ्या तीन वर्षाच्या सुफियानचे मित्र आहेत. त्यातील छोटा हा सुफियानपेक्षा फक्त ...