शनिवार, १० जुलै, २०१०

kahani dosti ki...pyar ki


Ye kahani hai un dostonki jo dosti me bhi puri tarah se andhe huve. Mano jaise vo samjh hi nahi paye ki dosti nibhane ke chhakar me unhone kya kar diya tha.....
Ek smart ladka aur Ek cute, innocent ladki..kahani hai in donoki. both are intelligent. dono ki understanding aur wavelenth kafi milati thi. waqt ke sath dosti ke har naye rang ko unhone mhsus kiya. dosti pe jaan nisar thi unki....Par...ye par jo word hai wo unke bich kab aa baitha ye unhe bhi n pata. ladka njane kabse par ladki ko pasand karne laga tha...shayad chahat ke rahpar usne kadam rakha tha. ladki in sabhi cheeso se bekhabar thi. uski halat istak abhi pohonchi nahi thi. uske liye dosti ab bhi saf-saf thi. aur uske liye dosti me kuch badalw tha..something differnt than others...kuch magic huwa tha jo samjhane laga tha par use is bat ka ansha bhi nahi tha!!!!

Is khubsurat se ehsas ke kuch din bit jane par ladke ko realise hone laga ki shayad vo use us najarse nhi dekhati..wo pasand karti hai par dosti ke had me..kai bar fir usne uske ehsas ko use mhsus karwaneki koshish shuru kar di..par har cheese not directly...love, affection, marraige in issues ko kahise batome khusakar use tatolne ki shuruwat hui...vo use jitana samjhane ki koshish karta wo use utanahi alag pata chalati..kuch hatke..some what filmi thi..dreams me rahna pasand karti thi aur use yakin tha uske dreams jarur pure hoge..chahe fir jitna waqt lage.....uske karib jane ke bajay ladka inhi batose usase dur hone laga..usne khud hi se ye assume kiya ki shayad wo khud uske kabil nhi..uske dreamy khawabo ke kabil nhi...dosti ki dor bhi usase chutane lagi thi....Aur ladki in sab se bekhabar...inta ehsas tha ki kuch to usme badal gaya hai..not behaving normal...jaise avoid kar raha hai...uske in sabhi harkotose use bhi kuch samjha aa raha tha par not clearly..actually wo conclusion pe ane se dar rahi thi ki wahi kuch galat na samj na baithe...usne bina puchhe bahot bar puchha tha..ab use directly kuch pucchana tha!!!!!

The role of dear friends???start here...dono ki dosti sab hi janate the. In dona ko milana ye baki dostone apna param kartvya samjha..ladka kitna use chahata hai ye to sab logo ko pata tha...par ladki ka kya khayal hai ye koi nahi janata tha...to sab ne milke deside kiya ki ab ladki ke dil me bhi uske liye. phir idharudhar ki bate karte waqt kabhi uska nam bhi nikala jata..uske man me soft corner banane ki puri tayari ki gayi...wo use kis tarah se like karta hai..use wo kaise acchi lagti hai ye bataya gaya..use bhi kuch mhsus hone laga tha..par in dino wo har genuine reason ke sath kahi gayab ho raha tha..is bat se wo preshan ho rahi thi. ek din usne deside kiya ki use sab kuch bata diya jaye...par himmat juta nahi pa rahi thi is bich 6 month huwe the unke bich kafi din bit gaye the.


Himmat juta kar wo uske pas gayi...kahnese pahele idhar udhar ki ther sare bate shuru ki..par ladke ne mauka hi nahi diya usne kaha dear can u just come to the point, that if i am not wrong..have u feel me in ur dreams...in ur closed eyes...can u feel my love...will u be mine...can i would be only yours...

bas wo khade ki khadi rah gayi...just wordless....he again repeat, tumhara har badalaw notice kar raha tha mai, tume dur hokar...halaki tumse dur jana chahata tha par...cant do...aur fir tumhe mere hi raste aate dekha to bas....sooooo say na something...


she just smiled.

and he rememberd, once upon time she had said to him, u know, sometimes smile is good expession to say something without a word..that is why whenever some will propose me and if ever i also loves him,....i am going to just smile.
And this time she smiled with blushing cheeks....finally friends come around them. friendship means just good to others...

कोणत्याही टिप्पण्‍या नाहीत:

टिप्पणी पोस्ट करा

सुफियान अन त्याचे मित्र

गोष्ट तशी गंमतीची.   माझ्या घरासमोर राहाणारी दोन छोटी मुल माझ्या तीन वर्षाच्या सुफियानचे मित्र आहेत. त्यातील छोटा हा सुफियानपेक्षा फक्त ...